Working hours Under Saudi Labor Low

Saudi Arab Labor Low Article (98) Ke Mutabic Saudi Arab aik mulazim ya karkun aik din men 8 hours se jiyada kam nahi karna chahiye, Agar unke Sponser ( Kafeel ) ne kisi wajah se kam ko adjust karne ka faisla liya hai to 8 hours se Jiyada nahi hona chahiye,

one week men 48 hours se jyada nahi hona chahiye, usi tarah ramdhan men ek din men 6 hours aur one week men 36 hours se jyada waqqt nahi hona chahiye

Aur Agar Aap Saudi Labor Low Article ( 99 ) ka Hawala Dekhen to yah bataya gaya hai ki Industrial Aria Men 1 hours Badha kar 9 hours Kar sakte hain Lekin Wo Bhi Agar Mulazmeen 8 hours Se Jyada Nahi kana Chahte To Unke sath Koi Joor Jabardasti Nahi Kar sakta hai

correct name o saudi iqama

Lekin Agar Factory Ko Ghata Ho raha hai To Aisa niyam banaya ja sakta hai ki kuch mulazmeen Se 9 hours aur kuch mulazmeen se 7 hours kam kaewa jakta hai

Aut Saudi Labor Low Article (100 ) Men Likha hai ki Sponsored ( Kafeel ) Ministry Se 8 hours Se jyada kam karwane ki izazat le sakta

Saudi Labor Low (101) Kam Ke Ghanton Ko Shedul kiya jayega 5 hours Kam Karne ke Bad Khane Aur Namaz Padhne Ka Rest Diya Jaye Break Time Aadhe hours Se Kam Nahi Hona Chahiye aur Koi Bhi Sponser ( Kafeel ) aik Din men 12 hours kam Nahi le sakta hai

Saudi Labor Low Article ( 102 ) break aur rest ka time Work Time Men Shamil Nahi kiya Jayega
Mulazim Ke Upar kisi Bhi Employers Ka koi bhi power nahi hoga ki wo apni Hi Authority men rest karne ke liye mulazmeen ko force kare